producthoogl.blogg.se

Zong balance lock and unlock code
Zong balance lock and unlock code












Raqam muntaqil karne ke cherges 1+tax honge.Īap Doosra balance service ko apne sim ke balance ka doosra account samajh sakte ho kiu ke jab aap doosra balance account me raqam bhejhte ho to wo balance mian account se doosre account main chala jata hai pher agar aap *111# mila kar balance ko check kare ge to sirf main account ka balance show hoga. Raqam doosra balance me daalne ke bad aap internet istmal kar sakte ho balance bilkul safe rahe ga.Īb jab aapko jitne balance ki zarorat ho *869# dial karo pher 2 likh kar reply karo jitna balance nikalna hai raqam likh kar send karo raqam aap ke mian balance me a jaye gi. Jitni raqam doosrea balance me daalni hai raqam likh kar ok karo.Pher *869# dial kar ke reply menu me 1 likh kar reply karo.*869# dial kar ke service ko subscribe karo.Jazz doosra balance ka istmal kar ke bhi apna jazz/mobilink/Warid sim ka balance save kar sakte ho. Khidmat ko khatam karne ke liye *275*4# dial karein. Jazz Balance SaverĪgar aap Jazz ya Warid sim istmal karte hai to *275# dial karo jawab main aapko bataya jaye ga ke Balance saver aap ke number par subscribe ho gai hai. jis se aap apne balance ko 100% safe rakh sakte ho. Jazz ya Warid SIM ke Balance ko Save Karne ka Tarikaīalance ko save rakhne ke liye Jazz Balance saver aur doosra balance offer apne costomers ko deta hai. Janiye tammam sim number check karne ka tarika.

#Zong balance lock and unlock code code

Jin network ke code balance ko save/lock karne ke liye majood nahi hai os ke liye ham aapke liye niche tarike bataye gaye hai. To kisi bhi sim Jazz/Warid, Ufone, Zong, Telenor, SCOM par balance save karne wali service ko active karne ka code aur tarike ke sath maloomat niche ham ne aapke sath share kiya hai jo sahi hai aur kaam bhi karta hai.īalance ko save karne ka code jo network dete hai un tammam network ki sim ke code niche diye gaye hai. To is surat me aapko apni sim par balance save karne wali service ko active kar lena chahiye kiu ke ye aapke sim balance ki hifazat ke liye hai Isse active karne par aapke majooda sim main koi bhi internet package na bhi ho aur aap mobile data ko On karte hai to aapka balance otna he rahe ga, khatam nahi hoga. Agar aap ne apni majooda sim par sirf whatsapp ka package lagaya aur aapki sim me balance majood hai to wo bhi khatam ho jaye ga aur aapko pata bhi nahi chale ga. Agar package na ho to mobile data ON karne par majooda sim ka balance khatam ho jata hai.Īgar aap internet package sim par lagate hai to pher aap mobile me sim ki madad se internet ka istmal karte hai. Aj ke time main mobile bohat Aam chiz ho chuki hai aur iske sath sath log mobile main internet ka bhi istmal karte hai, To kabhi wo internet ka istmal karne ke liye WiFi ka ya mobile data ka istmal karte hai.Īur mobile ka data istmal karne ke liye Mobile me sim ke sath sim me internet package ka hona bhi lazmi hota hai.












Zong balance lock and unlock code